+ All Categories

krishna

Date post: 30-Nov-2014
Category:
Upload: mjfire
View: 959 times
Download: 6 times
Share this document with a friend
Description:
 
Popular Tags:
21
MOKSHAKARMNAYEVIGYANE “MOKSHAKARMNAYEVIGYANE” KI MEANING HAI KARM AUR VIGYAN KE MIXTURE SE MILI FREEDOM YA SALAVATION
Transcript
Page 1: krishna

MOKSHAKARMNAYEVIGYANE

“MOKSHAKARMNAYEVIGYANE” KI MEANING HAI KARM AUR VIGYAN KE

MIXTURE SE MILI FREEDOM YA SALAVATION

Page 2: krishna

1. HUMAN RELATIONSHIP AND ITS OUTCOME OR EMOTIONS

HUM DEKHTE HAI KI AAJ KAL LOG EK DUSRE SE MILTE HAI AUR BAAT KARTE HAI AUR APNE EMOTIONS KO EK DUSRE TAK PASS KARTE HAI LEKIN KYUN , SHAYAD IS SE UNHE

KYUN SATISFACTION MILTI HAI PAR SATISFACTION KA MATLAB HOYA KI VO SATISFY HO GAYA BUT HUM DEKHTE HAI KI LOG PHIR BHI SATISFY NAHI HOTE ISVER KA

QOUTE HAI KI AGAR HUM KOI CHEEZ BINA KISI FORCE AUR SELF WAY MAI KARE TU HUME USKA FAL JAROOR MILEGA , MATLAB SATISFACTION MILEGI LEKIN EMOTIONS BHI TU HUMAN EXPRESS KARTA HAI PAR USE SATISFACTION KYUN NAHI MILTI , ISKA

ANSWER AGLE PART MAI !

Page 3: krishna

HUMAN MIND

Hmmmm .... ! HUMAN MIND . VAISE DEKHA JAYE TU HUMAN KI NIV HAI MIND INSAAN KO INSAAN BANANE MAI MIND KA HI ROLE

HAI SAARE HORMONES SECRETION BHI YAHA SE HOTE JIN SE EMOTIONS DEVELOP HOTE INDIVIDUAL MAI LEKIN KYA HAMARA

HUMARE MIND PAR CONTROL HAI AUR KYA HUM ISS KO CONTROL KAR SAKTE HAI , ISKA ANSWER PART 4 MAI !

Page 4: krishna

EMOTIONS AND THEIR ROLE IN UNLOCKING MIND SECRETS

VAISE DEKHA JAYE TU EMOTIONS SIRF EK ILLUSION KE FORM HAI PAR YE ILLUSION HUM APNE REAL OR FAKE ACTIONS MAI SIGNIFY KARTE HAI AGAR EMOTIONS KO CONTROL KAR LIYA

JAYE TU INSAAN SAB PROBLEMS SE FREE HU SAKTA HAI IS PAR ISVER NE BHI BAHUT STRESS KIYA DEKHTE PEHLE ISVER NE KYA

KAHA

Page 5: krishna

HUMAN MIND CONNECTION

YEAH , YE SACH HAI KI HUMAN APNE MIND SE INTERCONNECTIVITY KARTE HAI AUR YE NETWORK HI REAL CHEEZ HAI AUR YE NETWORK EK INDIVIDUAL SAB SE ATTACH RAKHTA HAI , WHETHER THEY ARE LIVING OR NON – LIVING , LIVING THING SE , EMOTION SE AUR NON – LIVING SE FORCE YA ATTRACTION SE , LEKIN PHIR INSAAN ISKO APNE BENEFIT

MAI KAISE LA SAKTA HAI ... ! ISKA ANSWER MILEGA PART 6 MAI ... !

Page 6: krishna

MIND AND ITS RELATIONS

HUM APNI ZINDAGI MAI BAHUT SAARE LOGO SE MILTE HAI UN SE BAAT KARTE HAI JANTE HAI UNKI FEELINGS KO SAMJHTE HAI UNKE EMOTIONS KO LEKIN HUM VO

NAHI SAMAHAJ PATE JU ZARRORI HAI INSAAN MUSHKIL MAI TAB PADTA HAI JAB VO EMOTIONS KO EMPHESIE KARTA AUR EMOTIONS KO APNE MIND MAI DEVELOP

KARKE UNME KHOYA RAHTA HAI , JAISE KI KOI INSAAN APNE PYAR KE CHAKAR MAI KHOYA RAHTA HAI , AUR JO YE PYAR HAI YAHI TU HOTA HAI ...................

SALAVATION POINT ................ MATLAB ............. MOKSH , ISKO SAMJHTE AB PART 7 MAI .................... !

Page 7: krishna

SENSES VS MIND FOR SALAVATION POINT

HA BHAI HA AREY SACH MAI , MAI JHUTH KYUN BOLO AREY HA , YE KUN KEHTA HAI MIND NAHI MERE BHAI , YE TU HAMARE SENSES KEHTE HAI , ANGER , LOVE ,LUST , BORING , CARING , AFFECTION , ETC,. YE SAB HOTE

HAI SENSE S KI VAJHE SE ACTUALLY SENSES MIND KO HIJACK KAR LETE HAI AUR JU UNHE CHAIYE HOTA HAI VO MIND SE KARVAATE HAI , LEKIN PHIR QUESTION UTHTA HAI UNKI KYA MISTAKE , SHYAD VO BHI KISI INFLUNCE

MAI HO , ISKA ANSWER PART 8 MAI ... !

Page 8: krishna

SEXUAL DESIRE

PLEASE DONT SHY , YE SAB PRACTCAL HAI DEKHIYE SEX KI APNI IMPORTANCE JAISA KI HUM JAANTE HAI , REPRODUCTION MAI FOR NEXT GENRATION ACTUALLY YE SEXUAL

DESIRE HI HAMARI AUR SENSES KO CONTROL KARTI HAI AUR AGAR EMOTIONS USKA YE KAAM NAHI KAR PAATE TU VO SAD HO JATA AUR INSAAN , INSAAN SE HAIVAN BAN JAATA HAI , AUR RECENTLY DAMINI CASE , LORD KRISHNA USHKO MUKTI DE , USKA

SACRIFICE PURI DUNIYA YAAD RAKHEGI , BUT HUMNE KEH TU DIYA KI SEX YOUR BEING CONVICTED BY COURT BUT YAAR USNE BHI KAHA MAI BHI TU KISI KE INFLUNCE MAI

THA MERE DOST , KAHANI MAI TWIST , CHALIYE JAANTE HAI VO KAUN HAI ... !

Page 9: krishna

SOUL

YES , HA SOUL HI TU HAI REAL THING , ACTUALLY GOD NE SOUL SE USKA TEST LENE KE LIYE USSE SARI DIVINE KNOWLEDGE LE LI AUR USKO EK DECISION MAKER BANAYA SOUL KI EK QUALITY HAI KI VO PURE SATISFACTION AND COMLETE SATISFACTION CHATI HAI JO USE GOD SE MILA LEKIN VO EARTH KI MAYA YANI FORCE MAI KHO JAATI HAI TABHI KABHI HUM SAB KUCH PAANE PAR BHI KEHTE MUNJHE SATISFACTION NAHI MILI , VO SAARE EMOTIONS KO STRESS KARKE UNME SE SATISFACTION SEARCH KARTI HAI BUT

USE NIRASHA HASIL HATI HAI ... ! TU LOG KAHGE KI VO KYA KARE KAISE BACHE ISS WRONG PERCEPTION SE , CHALIYE JAANTE HAI ISSE PART 10 MAI ... !

Page 10: krishna

KNOWLEDGE , PEACE AND SALAVATION POINT YAANI MOKSH

JAISA KI HAME PATE CHALA KI SOUL REAL CONVICT HAI TU REFORM KARNA USE JARROORI HAI AUR HAMNE PART 6 MAI SALAVATION POINT KO JANA THA , AUR EK BAAT SALAVATION POINT CHANGEBLE HAI YAANI VO STAGES KE SAATH

CHANGE HOTA HAI , NAHI TU SAB YE SAB JHEGE KI GIRLFRIEND BANAO AUR MOKSH PAO , HMMM BILKUL YE MAT SAMJHANA MERE DOSTO , TU SALAVATION POINT SIRF DO THING KE AAGE MILTA HAI AUR VO HAI

“KNOWLEDGE AND PEACE” AAGE JANTE HAI KAISE ... !

Page 11: krishna

HUMAN STAGES AND VARIOUS SALAVATION POINTS

AS WE KNOW LORD KRISHNA NE BHI KAI STAGES BATYI HAI AUR YE USKI SCIENTIFIC APPLICATION HAI AUR AB HAM SE JAANEGE NEXT PART MAI KI

KAISE HUM SALAVATION OR SATISFACTION PAYE ... !

Page 12: krishna

SENSES STAGEISS STAGE SE EXIT KARNE KE LIYE “MIND CONDITIONING” KARNI PADEGI ISS SE HUMAN APNE EMOTION JO VO APNE MIND SE

SECRETE KAR BODY TAK SEND KAR RAHA HAI AUR PAIN FEEL KAR RAHA HAI , USE CHAYIYE KI VO APNE EMOTION USS SALAVATION POINT KO SEND KARE EXPRESS KARKE NAHI THROUGH KNOWLEDGE AND PEACE JAB HUMAN SAB KUCH LEAVE

KARKE SIRF APNE KARM MAI PEACE PATA HAI CHAE VO KHEL HO YA SERVICE YA USKA KOI BHI INTEREST AUR VO PHIR SENSES SE BACHNE KE LIYE KNOWLEDGE KE PASS JA SAKTA HAI JAHA WORK SE DEVELOP HUI URGES DESTROY HO JAAYEGI AUR JAISE MAINE

PEHLE BATYA THA KI PHIR JO EMOTIONAL SINGNALS SEND HO RAHE VO CHANGE HO JAAYEGE EK PAVITRA SIGNALS MAI YAANI PIOUS WAY MAI , AUR TAB JO HAMARA SALAVATION POINT HAI , USKA MIND ISS DIVINE SIGNALS KO CATCH KAR LEGA AUR USME MILNE KE LIYE TATPAR HO JAAYEGA AUR JO TUMSE DUR HAI VO MIL JAAYEGA AUR LOGO KA POINT OF VIEW TOTALLY

CHANGE HO JAYEGA AUR JAB TUM APNE SALAVATION POINT KO PA KAR BHI APNE EMOTIIONS KO STABLE RAKHTE HO TU TUM NEXT STAGE YAANI

MIND STAGE , PE AAJOUNGE , NEXT HAI MIND STAGE ... !

Page 13: krishna

MIND STAGE

AGAR AAP MIND STAGE PE HAI TU CONGRETS , MIND STAGE PE PAHOCHA INSAAN BAHUT HI SMART AUR SORRY BUT CLEVER HOTA HAI VO JU KARTA HAI APNE LIYE

KARTA AUR AISE LOG BAHUT FAMOUS AUR WELL KNOWN HOTA HAI, LEKIN AGAR VO APNE SLAVATION POINT JO KI VO AB KHOD HAI USE BHUL KAR DUSRE KE NEED KE

LIYE KAM KARTA HAI VO ISS SE FREE HO JAATA HAI , ISSE KE LIYE USNE JO PEACE AUR KNOWLEDGE PAYI HAI USE DUSRE LOGO KI HELP MAI LAGANA HOGA , AUR PHIR VO

JAAYENGA SEEDHE .... INTELLIGENCE STAGE AUR VO NEXT PART MAI ... !

Page 14: krishna

INTELLIGENCE STAGE

INTELLIGENCE STAGE PE PAHOCHE LOG BAHUT HI CARING AUR SIRF DUSRU KI HELP MAI LAGE RAHTE HAI AAP BAS UNHE KUCH BHI KAHE PAR VO HAMESA AAPSE PYAR AUR AAPKI WELL – BEING MAI LAGE REHTA HAI BILKUL SELFLESS HU KAR , ISLIYE AISE LOGO KO ISVER KA ROOP BHI KEHTAIN HAI , AUR INKA SELVATION POINT AURO KE EMOTIONS MAI HOTA HAI ISLIYE YE KABHI KABHI CONFUSION MAI AA JATE

HAI KI VO YE KARE YA NA KARE , KAHI ISSE KISI KO DUKH TU NAHI HOGA , AUR ISKA EXAMPLE HAIN ARJUNA OF MAHABHARATHA JO ISI PROBLEM PE GAYA , LEKIN AT THE END LORD KRISHNA NE USE

BACHA LIYA , ISLIYE AGAR KABHI AAPKO ETHICS AUR MORALITY KU BACHANE KE LIYE APNE BROTHER , SISTER , ETC,. , CHAE JO HU ISS SALAVATION POINT KE JAAL MAI MAT AIYE PHIR JAAYENGE SEEDHE

CONSCIOUSNESS STAGE ... ! VO NEXT PART MAI ... !

Page 15: krishna

CONSCIOUSNESS STAGE

ISS STAGE PE INSAAN SIRF HARE HARE KRISHNA HARE KRISHNA KRISHNA KRISHNA HARE HARE KA JAAP KARTA AUR USEY PATA CHAL JAATA HAI KI USKA SALAVATION POINT KYA HAI , TAB USE BAS ISVER KI BHAKTI AUR UNKE BATAYE

PATH PAR CHALNA HOTA HAI AND VO PAHUCH JAAYENGA , SOUL STAGE PE JAHAN ISVER AUR USKE METWEEN KOI DIFFERENCE NAHI HOGA ... !

AAP SOCH RAHE HAI SOUL STAGE MAI KYA HOGA , CHALIYE DEKHTE HAI , NEXT PART MAI ... !

Page 16: krishna

SOUL STAGE

TAB JAB HUM APNE SALAVATION POINT YANNI ISVER KO PA LETE HAI JU LORD SHRI

KRISHNA HAI TAB ISVER MAI SAMA KAR HUM SATISFACTION KO PAA LETE HAI ... !

Page 17: krishna

MEDITATIONAL TECHNIQUES THROUGH SEVERAL salvation points

• 1 senses • 2 mind• 3 intelligence• 4 soul

you need to understand the fact of meditation in order to surpass the world anatomy ... !

Page 18: krishna

Senses stage

• Simple , kuch zyada nahi human ko sirf apne salavation point ke emotional connectivity ko intact rakhna hai jisse , wo kisi third individual se uske baare mai koi positive or negetive disscussion na kare , is se wo , ek emotional meditational healing mai jayenga , aur usey chayie ki vo koi galat work or activity mai indulge na hu , aur knowledge gain kare ya apne work pe 100% de aur peace feel kare ... ! Log iss activity mai kehte hai ki unhe “frustration” ki feeling hoti hai but yai frustration ki feeling ye batati hai ki aapki negative enregy aapke mind se exit hu rahi hai ... ! Aur aapke salvation point tak jaa rahi hai ... !

Page 19: krishna

Mind stage

• Mind stage aane par aap bas subah , 4 ya 5 baje uthkar half an hour ya for 1 hr aap , kisi bhi silent place pe ja kar baith jayiye ya baher jakar apni 4 ru disayoun ko dekhiye , aur kuch mat sochiye bas silenet enviornment ko feel kariye ... ! Bas world aur universe ki infinite nature ko feel kariye ... !

Page 20: krishna

Intelligence stage

• Iss stage par aakar aap ko chiye ki aap lord krishna dwara batye gaye methods aur meditational techniques ko use kare ... !

Page 21: krishna

Consciousness stage • Log soachte hai ki consciousness stage pe aane ke baad unhe moksh aaram se mil jata hai , par aisi baat nahi ,

example ,

• ravana , jisne sari stage comlete ki lekin consciousness stage pe aaker abhimaani ban gaya ek bhakt ke roop mai , jisse uske moksh mai deri aayi , lekin isver ne useke abhimaan ko marker usey tab bhi moksh diya kyunki , usne apna sab kuch isver ke liye tyaag diya tha ... !

• Bhagwaan ka origin bhakt ke aane par hi hota hai , aur agar bhakt bhtak jaaye tu vo abhimaan ban jaata hai ... ! Bhagwan ke liye bhakt bada aur bhakt ke liye bhagwan Example ;

• • • PRAHLAD (selfless) + SOUL = BHAGWAAN• • RAVAN(self -centred) + SOUL = ABHIMAAN• •

• DEDICATE THIS WORK TO

• LORD KRISHNA•


Recommended