+ All Categories
Home > Documents > GENERAL DEFINITION AND TERMINOLOGY - Biju …bpspaorissa.gov.in/pdf/Sample question on Outdoor...Q....

GENERAL DEFINITION AND TERMINOLOGY - Biju …bpspaorissa.gov.in/pdf/Sample question on Outdoor...Q....

Date post: 02-Apr-2018
Category:
Upload: dangnhan
View: 499 times
Download: 19 times
Share this document with a friend
46
GENERAL DEFINITION AND TERMINOLOGY 01. SMALL ARM Small arms are used to fire small arms cartridge i.e. the bullets whose caliber is one inch or less than one inch. 02. FIRE ARM Fire arm is a means of any description designed to discharge a projectile or projectiles of any kind by the action of any explosive or form of energy. 03. AMMUNITION Ammunitions are explosive devices prepared for both offensive and defensive use which include case, percussion cap, propellant and bullet. 04. AUTOMATIC A small arm which after first cartage is manually loaded and fired will eject the fire case load the next cartridge from the magazine / belt, fire and ejects that fired case and repeats until the trigger is held pressed or until supply from magazine / belt is exhausted. 05. CALIBRE Internal diameter of a barrel of rifled arm as measured between two diametrically opposite lands. 06. BULLET Small arms projectile is known as bullet 07. COCK To set hammer or striker ready for firing. 08. LAND Raised portion between two grooves inside the barrel. 09. SEMI-AUTOMATIC--- A weapon which fires, ejects and reloads on trigger being pressed but does not fire again until the trigger is released and pressed further. 10. TRAJECTORY The path traced by the projectile during flight. 11. FLASH REDUCER-- A muzzle attachment attached to the muzzle of a weapon which reduced the muzzle flash
Transcript

GENERAL DEFINITION AND TERMINOLOGY

01. SMALL ARM Small arms are used to fire small arms cartridge i.e.

the bullets whose caliber is one inch or less than one inch.

02. FIRE ARM Fire arm is a means of any description designed to

discharge a projectile or projectiles of any kind by the

action of any explosive or form of energy.

03. AMMUNITION Ammunitions are explosive devices prepared for both

offensive and defensive use which include case, percussion cap, propellant and bullet.

04. AUTOMATIC A small arm which after first cartage is manually

loaded and fired will eject the fire case load the next

cartridge from the magazine / belt, fire and ejects that fired case and repeats until the trigger is held pressed or until

supply from magazine / belt is exhausted.

05. CALIBRE Internal diameter of a barrel of rifled arm as measured

between two diametrically opposite lands.

06. BULLET Small arms projectile is known as bullet

07. COCK To set hammer or striker ready for firing.

08. LAND Raised portion between two grooves inside the

barrel.

09. SEMI-AUTOMATIC--- A weapon which fires, ejects and reloads on trigger being pressed but does not fire again until the trigger is released and pressed further.

10. TRAJECTORY The path traced by the projectile during flight.

11. FLASH REDUCER-- A muzzle attachment attached to the muzzle

of a weapon which reduced the muzzle flash

--2—

and known as-

i) Flash eliminator. ii) Flash hider. iii) Flash absorber.

iv) Flash suppressor etc.

12. REVOLVER. Afire arm with a revolving cylinder which is mounted coaxially with the barrel. The cylinder rotates after

the trigger or hammer is operated. There are two type of Revolvers, TIP down and out SWING

13. PISTOL Afire arm designed to be held and fired with one hand, with a magazine feeding and having mechanical and applied safety.

14. CYCLE OF OPERATION FOR FIRING AN AMMUNITION

I. FIRE-- Releasing the firing pin to strike the cap.

II. UN-LOCK-- Opening the breech either manualty or by gas

operation.

III. EX1RACT Withdrawing the fired cartridge case from

chamber.

IV. COCK--- Getting the firing mechanism ready for

firing the round.

V. EJECT Throwing the empty case to enable the next round to be fired.

VI. FEED Presentation of ammunition to facilitate easy and quick loading.

VII. LOAD Actual chambering of a round.

VIII. LOCK Supporting by mechanical means before

fire.

15. BASIC SEQUENCE TO SHOOT A SHOT

( EK GOLI FIRE KARNE KA TARIKA )

1. Aiming, 2. Breathing, 3. Firing, 4. Follow through,

5. Declaration point, 6. Reload, 7. Re- alignment 8, Relax,

-3-

OBJECTIVES OF WEAPON TRAINING ( WT ka udeshya )

(1) To familiarize in handling of weapons .

(2) To acquaint about the safety precaution, care, cleaning

and maintenance of weapon.

(3) To know the mechanism, stoppages, immediate action

and remedy

(4) To achieve the principle of shoot to kill .

(5) To gain confidence to reduce accident. .

(6) Tactical use of weapon in counter insurgency.

.303”RIFLE

Q. .303‖ Rifle ka effective Range kitna hai?

A. 300 Yards

Q. Bolt ko jodte samay dhyan men rakhnewali baten kya hai?

A. a) Bolt aur Rifle ka no. ek ho

b) Cocking piece aur steel log ek sidh men ho

c) Bolt head jarurat ke mutabik kasa ho

d) Safety catch age ho

e) Agar no 4 Rifle ho to leaf backsight upper uthi hui ho

Q. Safety catch ka kam kya hai?

-4-

A. Rifle ki bolt ko cock our fired ki halat men lock kar ke rakhna

Q. Half cock kise kahte hain?

A. Jab Rifle full cock ya firing karne ki halat men nahin hota to use half

cock kahte hain

Q. Half cock ki kya pehchan hai?

A. a) Trigger nahin dabta

b)Knob lever upar nahin uthta

c) Safety catch kam naming karta

Q. Half cock hone ka kya karan hai?

A. a) Trigger dabate samay knob lever pura niche (Dahene) na baitha hona

b)Trigger dabate samay safety catch pura age na hona

Q. Half cock ka kya ilaj hai? (remedy of Half Cock)

A. a) Cocking piece ko piche khincho, bolt kholo, Rifle ka mulahija karo

yakin karo chamber hali hai, bolt band karo trigger dabao.

b) Fire ke dauran cocking piece piche khinch kar fire ko jari rakho.

Q. Wire gauge kab istemal kiyajat hai?

A. Metalic fouling ko door karne ke liye ya ladhai ke waqt apne rifle ki

barrel ko saf rakhne ke liye.

--5—

Q. Charge magazine kise kahte hain?

A. Chamber khali ho, magazine bhari ho ,breech band ho, trigger dabi ho,

safety catch Piche ho.

Q. Charge nagazine kab kiya jata hai?

A. Sentri duty ya dusman ki milne ki ummid na ho.

Q. Aming rest ka istemal kyun kiya jata hai?

A. Sist lagane men madat dene ke lea.

Q. R.A.T.ka udesh kya hai?

A. a) Sist ka kayda asli taur par dikhana

b) Jawano ko sist ki galti khud unse mehsus karana

Q. Stickrest ka istemal kyun kiya jata hai?

A. Pakad ko dhila kiye bagair rifle ko siddha rakhnemen madat pane ke lea

Q. Stick rest ka lambai kitna hai?

A. Jamin men gadne ke bad 18‖

--6 –

7.62MM SELF LOADING RIFLE 1A1

Specific

Calibre 7.62 mm.

Ammunition 7.62mm X 51mm

Operation method Short Stroke Gas Operation.

Type of Sights Front Pole type

Rear Aperture Type

Name of the designer D.J.Saive Country Belgium. (RFI India.1965)

Weight of rifle without mag. 4.4 Kg.

Length of rifle. 1139.2mm.

Effective Range 300 Yds.

Magazine Capacity 20 Rds

Magazine Metal

Grooves 6 Nos.

Applied Safety system Safety Catch (2 position, S.R)

Muzzle velocity 2700 + 30 Ft. P/S.

Sighting Radious 553 mm

-- 7--

Characteristics

a) Infantry aur paramilitary force ke jawano ka personal weapon hai.

b) Gas se chalne wala aur hawa se thanda hone wala weapon hai.

c) Dusre small arms ki tulna men iska range bahut effective hai.

d) Ek achha firer ek minute men 60 round tak fire kar sakta hai.

e) Mag. Capacity adhik hai.

f) Sand grooves hai.

g) Bayonet lagakar CQB men istemal kiya ja sakta hai.

h) Grenade Projector aur Tube launcher lagakar grenade launch kiya

jata hai.

Limitation

a) Semi-automatic weapon hone ki wajah se stoppage adhik ho sakta

hai.

b) Ammunition ki bachat ke liye unche darje ki training ki jarurat hai.

Q.1 Cleaning kit box men kya kya saman rahata hai ?

(i) Combination tool / gas regulator key

(ii) Cylinder /Chamber cleaning brush.

(iii) Rifle body cleaning brush.

(iv) Graphite grease tube.

(v) Oil bottle & Flannel (Chindi)

Q.2 Rifle kholne se pahale kya ki jati hai ?

A. Rifle ka nirikshyan, cock aur safety catch ―S‖ per kiya jata hai.

Q.3 Rifle cock kiye bina kholne se kya nuks hota hai ?

-- 8--

A. Hammer Spring aur Plunger gir sakta hai.

Q.4 SLR ko kitne bade bhagon mein khola jata hai ?

A. 1. Magazine. 2. Bayonet. 3. Gas plug 4. piston & spring

5. Receiver cover 6. Slide (breech block carrier) 7. breech

block.

Q. Rifle ka mulahija kab kab kiya jata hai ?

A. (i) KOTE se rifle ko nikalte aur rakhte samaye.

(ii) Lesson suru karne se pahele.

(iii) Camp duty ya patrolling se wapas aane ki bad.

(iv) Range per fire karne se pahele aur bad men.

Q. Sight alignment ka kya matlab hai?

A. Firer ki ankh back site aperture ka centre aur foresight ki tip ek hi

sidh mein kar ne ko sight alignment kahate hain.

Q. Sight picture kise kahate hai?

A. Sighton ko align karke point of aim per milane se sight picture banti

hai.

Q. Flinch se aap kya samajhte hai?

A. Jab firer fire ke dhakese ghabrata hai tab apna sir ko hilata hai aur

ankh band karta hai , baen hat ko kada (stiff) karta hai aur kandha

ko piche khinchta hai to use Flinch kahate hain.

-- 9—

Q. Buck kya hota hai ?

A. Jab fire ke pichhe ke dhake ko rokne ke liye firer dahina kandha

ko aage ki taraf Dhakelta hai use buck kahate hain .

Q. Jerk (Jhatka) kise kahate hai ? .

A. Firing ke dauran sight picture milte hi trigger ko ekdam daba deta

hai ya kafi der tak sans ko roke rahane ke bad sans chhodne se

pahele trigger daba dene ko Jerk kehete hai.

Q. Lying position mein dekhnewali baten kya hai?

A. (i) Badan line of fire se inclined ho aur flash hider jameen se utha

ho.

(ii) Sina kudrati tour per utha ho.

(iii) Carrying handle pura baitha ho.

(iv) Rifle badan se itna age ho taki asani se kandhe men liya ja

sake.

( v) Bayen hath se hand-guard aur dahine hath se pistol grip

pakdo aur kalmi wali ungli trigger guard per ho.

(vi) Tange khuli ho.

Q. Rifle ka gas regulator men kitna humber hota hai?

A. O se l1number tak (12 No)

Q Gas regulator ko kitna No mein set kiya jata hai ?

A. 5 ya 6 number per .

-- 10—

Q. ―Ready‖ ke command per kya karwahi kiya jata hai?

A. (i) Rifle ko cock kiya jata hai.

(ii) Safety catch" R" per

(iii) Aim kiya jata hai aur kalme wali ungli trigger per liya jata hai.

Q. Mousam (Atmosphere) ke lihaj se SLR ka lubricant kya kya hai?

A. Normal ilake men -------- Oil SA

Garmi wale ilake men ---- Graphite grease.

Barfile ilake men -------- Low cold test oil.

Ratile (Sand) ilake men ---- Cleaning Solvent.

Q. Clearing Plug ka istemal kyon kiya hai?

A. Chamber mein kata case ko nikalne mein istemal kiya jata hai.

7.62mm AKM/AK-47/ AR-M-1

****************

Specification

Calibre 7.62 mm.

Ammunition 7.62mm X 39mm

Operation method Long Stroke Gas Operation.

Type of Sights Front Pole type

Rear U type

Name of the desiner Mikhaeil kalashinikov.

-- 11—

Country Russia. (1947)

Weight of rifle with empty mag. 3.150 Kg (folded butt)

3.600 Kg (Fixed butt)

Length of rifle. 980mm

650 mm ( Folded butt)

Effective Range 300 Mtr.

Magazine Capacity 30 Rds

Magazine Metal

Grooves 4 Nos.

Applied Safety system Safety selector (3 position, S.E.D)

Mechanical Safety Rotating Bolt, Safety Sear.

Muzle velocity 715 mtr p/s.

Sighting Radious

Rate of fire Normal 5rds P/m.

Repeat 30 rds p/m.

Rapid 90 rds p/m.

Cyclic rate of fire 600 rds p/m.

Characteristics

1. Wazan main halka hai. (Light in weight)

2. Aakar men chhota (Compact in size)

3. Chhupane men assan ( Easy to Conceal)

4. Lejane men assan. ( Easy to Carry)

5. Fire power zyada hai. (More Volume of fire 600 rds P/M)

6. Magazine capacity aur kargar range zyda Hai.

-- 12—

7. Bayonet visesh prakar ka hai. (Multi purpose bayonet)

8. Rakh rakhao assan hai. (Easy to maintain)

9. Hawa se thanda hota hai. (Air Cooling)

10. Accuracy zyada hai. (More accurate & consistency)

11. Barrel chromium plated hai. (Chromium plated barrel)

13. Blank round firing device hai (B.F.A. available)

14. UBGL istemal kiya ja sakta hai. (UBGL can be utilized)

Limitation

1. Foresight zyada unchha hai. (Excess vertical height of F/S pole)

2. Back sight U type ki hai . (Difficult to sight alignment)

3. Muzzle attachment sadharan jawan ki samajh ke bahar hai.

4. Automatic hone ke karan rokein jyada padti hai.

5. Ammunition jyada kharch hota hai isliye fire descipline zaruri hai.

Q. AKM rifle kitni badi bhagon men khola jata hai?

A. 1. Magazine, 2. Bayonet, 3. Receiver Cover, 4. Returner Spring &

rod, 5. Breech bolt carrier assembly, 6. Rotating bolt, 7. Upper hand

guard & Gas cylinder tube. & 8. Cleaning rod.

Q. Cleaning kit bag mein kya kya saman hota hai ?

A. 1. Combination tool, 2. Drift, 3. Brush hard & soft, 4. Pull

through,

5. Oil bottle 6. Night aiming device, & 7. Blank firing Attachment.

-- 13—

Q. Rifle ki barrel ko saf karne ke liye chindi ka naap kitna hai ?

A. ukha chindi 4 inch x 2 inch. aur Tel chindi : 4 inch x l ½ inch.

Q. AKM rifle ki cyclic rate of fire kya.hai ?

A. 600 rounds per minute.

Q. AKM rifle men compensator ka kya kam hai ?

A. 1. Jump ko kam Karta hai ? .

2. Righting tendency ko kam karta hai.

3. Bayonet ko fix karne men madad deti hai.

Q. Make- Safe kahane se aap kya samajhte hain?

A. Loaded rifle ko safe condition men karne ko make safe kahate hain.

(chamber men round na ho, hammer age ho, bhara magazine rifle

mein load kiya ho aur safety selector ‖S‖ mein ho)

Q. Make- Safe kab kiya jata hai ?

A. Practice fire ke dauran line of fire mein koi un-wanted target aajaye,

operation ya patroling mein jate samaye.

Q. Make- Safe kyon kiya jata hai ?

A. Khud durghatna se bachne ke liye.

-14–

5.56mm INSAS RIFLE

Specification

Calibre 5.56 mm.

Ammunition 5.56mm X 45mm

Operation method Long Stroke Gas Operation.

Type of Sights Front Pole type

Rear Aperture Duel type

Name of the desiner ARDE.

Country India. (1979)

Weight of rifle. 4.018 Kg (1B / 1B1)

3.625 Kg (1A)

Length of rifle. 945 mm

Length of bayonet. 285 mm

Effective Range 400 Mtr.

Magazine Capacity 20 Rds

Magazine Trance lucent Fiber.

Grooves 6 Nos.

Applied Safety system Change lever (3 position, S.R.B)

Mechanical Safety Lock, Safety Sear.

Muzzle velocity 900 mtr P / S.

Sighting Radious 470 mm

-15–

Characteristics

1. Infantry force ka behatrin weapon hai.

2. Effective range zyada hai.

3. DLT, PNS aur BFA istemal kiya ja sakta hai.

4. Semi taransparent mag. hone ke karan mag.

Men goliyon ki sankhya jan sakte hai.

5. Multy purpose bayonet istemal hota hai.

6. Three Round Burst Control (TRBC) fire system hai.

(amn. ki bachat hoti hai)

7. Rifle ki body Plastic materials aur Pressed sheet metal se bana hai.

8. Barrel aur chamber high Chromium plated hai.

9. 90% parts LMG ke sath badali kiya ja sakta hai.

10. Zeroing karna asan hai.

Q. INSAS ka full form kya hai ?

A. Indian small Arms System.

Q. INSAS rifle ko kholne ka sequence kya hai?

A. i) Magazine. ii) Cock. iii) bayonet & scabbard. iv) Housing cover.

v) Recoil spring. vi) Piston assembly (carrier assembly) vii) Rotating

bolt. viii) Upper hand guard. ix) Gas cylinder.

- 16-

Q. INSAS rifle mein muzzle attachment kaunsi do kam karta hai ?

A. 1. Flash eliminator

2. Grenade projector fix.

Q. INSAS rifle ki gas regulator ko kitni position per set kar sakte hain ?

A. Do position per : 1. Low 2. High

Q. INSAS magazine ka khasiyat kya ha.i ?

A. Semi Transparent (Ardh-pardarshi ) hone ke karan magazine men

round ki sankhya firer ko malum ho jata hai.

Q. Barrel ki safai ke liye chindi ka nap kya hai ?

A. 1. 100mm x 35 mm (Sukha) 2. 100 mm x 25 mm (Tel)

Q. Fouri Illaze ( Immidiate Action) koun koun se hain ?

A. 1. Khali magazine

2. Miss fire

3. Latka hua round

Q. Rifle mein kitni prakarki roken (Stoppage) padti hai?

1. Gas ki kami

2. Shakt khinchaw.

3. Mechanical breakdown

4. Chamber men kata hua case.

- 17 –

9mm carbine machine 1A / 1A1 SAF

Specification

Calibre 9 mm.

Ammunition 9mm parabellum

Princeple of operation Blow back with API.

Type of Sights Front Pole type

Rear Aperture Dual type (100 / 200)

Country India. (1981)

Weight . 06.04lbs

Length 27‖

Effective Range. 30 yds./ 100yds

Magazine Capacity 34 Rds

Magazine Metal

Grooves 6 Nos.

Applied Safety system Change lever (3 position, S.R.A)

Mechanical Safety API / Heavy breech block

Muzzle velocity 1280 ± 50 Ft P / S.

Sighting Radiou 406.5 mm

- 18 –

Mechanical Safety API / Heavy breech block

Muzzle velocity 1280 ± 50 Ft P / S.

Sighting Radious 406.5 mm

Characteristics

1. Halka weapon hai.

2. Akaar mein chota hone ki wajah se chupana assan hai.

3. Sikhna aur prayog karna saral hai.

4. Isme single shot aur automatic fire kiya jata hai

5. Kam duri per auto. fire karke LMG ke fire ka prabhav dala ja

sakta hai.

6. Gali kuchi , Morche , makan ya tang jagah etc. mein istemal

asan hai.

7. CQB ka behatrin weapon hai.

TACTICAL EMPLOYMENT

1. Accidental fire se bachne ke liye Addnl. Sear hai.

2. Air cooling ke liye peep holes hai.

3. Butt fold karke durust nisana lagaya ja sakta hai.

4. Open bolt weapon hone ke babjud rapid consistency fire dala ja sakta

hai.

5. API ke karan foulings kam hota hai.

6. Battle range 100 yds hai.

- 19 –

LIMITATION

1. Muzzle velocity kam hai

2 Kargar range bahut kam hai

3. Roken (Stoppage) jyada padti hai

4. Open bolt weapon hone ke karan vibration adhik.

Q. Carbine ka pura naam kya hai ?

A. Carbine machine 9 mm 1A1 SAF.

Q. Carbine ko kholne se pahale kin baton per dhyan diya jata hai?

A. Yakin karna chahiye ki gun khali hai aur breech block aage hai .

Q. Carbine ko kholne ki tartib kya. hai ?

A. 1. Mulahija. 2. Fold the Butt 3. Body cap 4. cocking handle 5.

Recoil spring. 6. Breech block.

Q. Carbine ki barrel saf karne ke liye chindi ka naap kya hai ?

A. A) sukha chindi : 4 inch x 3 inch B) Tel chindi : 4 inch x 2 inch.

Q. Carbine magazine ko bharne ka kya tarika hai?

A. 1. Hath ke jariye (Double column se)

Q. Carbine ko le jane ka tarika kya hai ?

A. 1. Silling Arm 2. Mala position 3. Taul position (Trail

Position)

- 20 –

Q. Carbine se kitni position se fire kiya jata hai ?

A. Do position se :

1. Standing aim position

2. Battle crouch position

Q. Carbine mein change lever ka kitna position hai ?

A, 3 position hai : 1 "S "Safe 2 ―R‖ – Repeat 3. "A"- Automatic.

Q. Carbine mein change lever ka kitna position hai ?

A, 3 position hai : 1 "S "- Safe 2 ―R‖ – Repeat 3. "A"-

Automatic.

Q. Carbine mein ejector kanha hota hai ?

A. Carbine mein ejector ejection slot ke samne body mein hota. hai.

Q. Carbine kock karne per purje pichhe kyun ruk jate hain ?

A. Sear se locking bent ka lagao ho jata hai.

Q. Carbine mein mechanical safety kya hai ?

A. 1. Breech block bhari hona. 2. Loading ke samaye percussion cap

firing pin ke sidha na hona 3. Paralel catridge aur chamber ka

hona. 4. Barrel chota hona.

Q. Carbine mein applied safety kya hai ?

- 21 -

A. Change lever.

Q. Carbine aur Sten men kya antar hai ?

CARBINE STEN

1. butt folded hai folded nahi hai, remove hota hai

2. Magazine curve type hai Magazine box type hai

3. Yeha blow back with API ke Simple blow back ke sidhant per

sidhant per kam karta hai kam karta hai

4. Change lever ka. 3 position hai Change lever ka 2 position'hai !

PISTOL AUTO 9MM 1A

Specification

Calibre 9 mm.

Ammunition 9 mm (ball SA)

Operation method Short recoil

Type of Sights Front Blade type (Leteral Adjustment)

Rear U type

Country India.

Weight 935 grm

Length 205mm

Effective Range 20 Yds

Magazine Capacity 13 Rds

Loading capacity 13 Rds

Magazine Metal

Grooves 6 Nos.

- 22 -

Applied Safety system Safety Catch / unfix mag.

Mechanical Safety Lock /Firing pin / Hammer / Mag.

Muzle velocity 1200 ft. P/S.

Sighting Radious 161.mm

Type of weapon Semi-Automatic

Characteristics

1. Akar mein chhota hone ke karan kisi bhi direction mein achanak fire

kiya ja sakta hai.

2. Officer ka personal weapon hai.

3. Chhota hone ke karan Chhupana asan hai.

4. Close Quarter mein effective hai.

5. Mag. Capacity adhik hai.

LIMITATION

1. Kargar range bahut kam hai

2. Muzzle velocity kam hai

3. Roken (Stoppages) zyada padti hai.

GOOD HABITS

1. Band pistol ko hamesha bhara samajha jaye .

2. Pistol kisiko dete ya lete samaye mulahijza karke diya aur liya jaye.

3. Agar pistol ko aisa jagaha chhoda jaye janha koi dushra istemal kare

to usko khali karke chhoda jaye .

4. Hamesha trigger dabate samaye barrel ko safe direction men rakho.

- 23 –

5. Pistol ki muzzle ko kisi sathhi ki taraf na kiya jaye

6. Pistol ke sath najayaj chhed chhad (Fingering) na ki jaye.

Q Pistol BROWNING ka abishkar kishne aur kab kiya thha ?

A. John M: Browning ne 1925 mein kiya thha.

Q. INSAS rifle ko kholne ka sequence kya hai?

A. i) Magazine. ii) Mulahija. iii) Slide locking lever

iv) Stock butt. v) Recoil spring and main guide vii) Barrel.

Q. Fauri illaj se pistol men kaun kaun si roken dur ki jati hai ?

A. 1. Khali magazine 2. Unfit magazine 3. Miss fire 4. Body mein rok.

Q. Pistol ka locking method kya hai.

A. Locking logs.

Q. Pistol ki barrel saf karne ke liye chindi ka naap kya hai ?

A. sukha chindi : 4 inch x 3 inch B) Tel chindi : 4 inch x 2 inch.

Q. Fire ke dauran mag. Khali hone ka pahchan kya hai?

A. Slide pura pichhe ruk jata hai, iss samaya barrel aage ko expose hota

hai.

Q. Pistol istemal ka quality kya hai?

A. i) Metal hand of the war.

ii) Vertical raise.

iii) Squeeze the trigger like an Orange.

- 24 -

Q. Pistol istemal karne wale aadmi mein kya quality hona chahiye?

A. i) Fearless. ii) Merceless. Iii) Remorceless.

Advantage of pistol training

i) To keep the pistol in serviceable condition.

ii) To handle the pistol carefully.

iii) To destroy the enemy suddenly.

iv) Able to destroy the snap or moveable target.

***********************

--1--

ELEMENTARY FIELD CRAFT (E.F.C)

Q. F.C. ka udesh kya hai batao?

A. Harek prakar ki zamin ka sahi istemal karte hue sound,apne hathiar

aur apne aap ko bachate hue dushman ke najdik pahunch kar

dushman ko barbad karna F.C ka udesh hai .

Q. Field Craft ke liye jawan men kya quality hona chahiye?

A. i) Physically fitness.

ii) Mental alertness.

iii) Self confidence .

iv) mastry in Weapon.

v) Sharp observer.

vi) Self-discipline.

vii) Tolerant.

viii) High moral.

ix) Currage and cunning.

x) Deception nature.

xi) National Sprit.

Q. Necessity of Field craft.

A. i) Knowladge about ground and object.

ii) Scanning and Concealment.

iii) Individual movement.

ix) Use of signal.

Q. Observation ka kya arth hai?

A. dushman ke achhe se achhe chhupao ke babjud unko dekh lena.

Q. Chhupao (Conceal) kise kahate hain?

A. dushman ke achhe se achhe observation ko nakam kar dena.

--2--

Q. Dekhbhal aur chhupao ka kya advantage hai?

A i) Agar Jawan in dono kamo men mahir ho to woh maoist se

chhupakar, unko dekh kar barbad kar sakta hai.

ii) Maoist ke ilake ki jaruri khabar hasil kar sakta hai.

iii) Defense ki halat rnein maoist ko dhoka de sakta hai.

iv) Surprise hasil kar sakta hai.

Q. Chizen kyon nazar aaten hain?

A. Agar jawan 7 chizon ka sahi istemal na kare to chizen nazar aaten hain.

i) Shape. ii) Shine. iii) Sadow. iv) Silhoutte. v) Surface.

vi) Space. vii) Movement.

Q. Judging Distance kise kahate hain?

A. Kisi instrument ko istemal kiye bina apni jagah se target ya kisi object

ka fasla (Distance) ka sahi anuman lagane ko J.D. kahate hain.

Q. J.D. ka kya advantage hai?

A. i) Apne weapon per durust sight set kar sakte hain.

ii) Shoot to kill (ek goli, ek dushman ) achieve kar sakte hain.

iii) Surprise hasil kar sakte hain.

Q. Fasla asal se kam (under-estimated) kab najar ata hai ?

A. i) Jab suraj ki roshni tej ho aur suraj observer ke pchhe ho.

ii) Jab object aas pass ke object se bada ho.

iii) Observer aur target ke bich mein dead ground ho.

(iv) Niche se upar dekhna ho.

v) Jab object ka rang aas pass ke rang se milta ho.

--3--

Q. Faisla asal se jyada (over-estimated) kab najar ata hai ?

A. i) Jab roshni kam ho aur suraj observer ke samne ho.

ii) Jab target ass pass ke object se chhota ho,

iii) Jab upar se niche dekhna ho '

iv) Jab dekhne wale lying position main ho,

vi)Defile ya narrow jagah se dekhna ho.

Q. Distance ko judge karne ke liye kya kya method hai?

A. i) Unit of measure method,

ii) Appearance method.

iii) Key rang method

iv) Bracketing method.

v) Section average method

vi) HaIving method

vii) Light and sound method.

Q. Fasla Distance ko judge karte samaye mafi galti kya hai?

A. 300˟ tak ke liye 10 % .

400˟ se jyada ke liye 15 % .

Q. Amrukh (General line of direction) kise kahate hain ?

A. Sky line se observer tak jo kalpanik (imaginary) line banti kai aur

jimmewari ke ilake ko do barabar bhagon men bant ti hai usko

kayam rakhne ke liye jo nishan chuna jata hai usko Aam rukh

(General line of direction) kehete hain.

Q. Lands Mark (Zamini Nisan) kise kahate hain ?

--4--

A. Zamin ka kudrati ya banawati nisan jo kisi operation men verbal order

ke liye istemal kiya jata hai, jaruri nahi ki waha zamin men dikhai

de.

Q. Reference point (Madad ki Nisan) kise kahate hain ?

A. Zamin ka kudrati ya banawati nisan jiski madad se kisi dusre nisan

ya target ka bayan kiya jata hai.

Q. Target kise kahate hain ?

A. Yah waha nishan ya jagah hai jiske upar fire girane ki jarurat padti hai. Ya barbad karne ke liye nischit kiya jata hai. Target 2 prakar ka hota hai. 1-- Asan target. 2—Muskil target.

Q. Target bayan karne ke liye kya usul hai ?

A. The most short and simple form of the indication is always the best.

G --- group

R --- range

A --- aid

D --- description of target.

Q. Muskil target ko Indicate karne ke liye kitna method hai?

A. 1—Reference point. (madad ki nisan)

2-- Clock ray method. (ghadi ka tarika)

3-- Degree method.

4-- Hand span method.

5-- Tracer fire.

6-- Last target.

Q. Degree ka istemal kin kin chijon ki madad se kiya jata hai ?

A. Hath (by hand) Rifle, LMG aur durbin (binoculor) ki madad se.

Q. Madad ke nishan batate samay dhyan mein rakhne wali batein kya

hein ?

A. i) Madad ke nishan hamesha bayen se dahine ki taraf bataye jaye.

--5--

ii) Ek nishan se dushre nishan ke bich kam se kam 19 degree aur

jyada se jyada 38 degree ka farak hona chahiye. . .

iii) Agar nishan failab mein 1 degree se bada ho to mka kinara liya

jaye.

iv) Rang aur naam dia jaye.

v) Nishan alag alag rang aur naam ka hona chahiye.

Q. Hath se kitna se kitna degree tak map sakte hai ?

A. 3 degree, 5 degree, 8 degree, 12 degree aur 19 degree tak map sakte

hai !

Q. Ground kitna prakar ?

A. Ground 7 prakar !

1) Plane. 2) Broken. 3) High. 4) Low. 5) Forward slope.

6) Reverse Slope. 7) Dead ground.

Q. Observation karne ke liye ground ko kitna bhagon banta jata hai aur

kya kay?

A. 3 bhagon men.

1-- Fore Ground 300 ˟ (from Observer)

2-- Middle Distance 500˟ (from Observer)

3-- Distance Beyoned 500˟

Q. Camouflage kise kahate hain?

A. Camouflage (ankhon ko dhokha dena) Camouflage is the use of artificial

aids to obtain concealment. It it consist chiefly in breaking up the out

line of the object concerned

Camouflage ek aisi kala hai jisme banawati chizon ko prakrutik

batawaran ke saath milana aur dushman ko apne nafri aur intention ke

bare mein dhokha dena.

--6--

Q. Necessity of Camouflage:-

a) ladai ke maidan mein jinda rahane ke liye dusman ki

nazar se chhupna jaruri hai.

b) Kai dafa zamin aisi milegi ki bagair Camouflage ke

c) Air observation se bachne ke liye bhi Camouflage jaruri hai.

Q. Camouflage ka usul ( principle) :-

a) Dusman ki ankh aur camera ko dhokha dena.

b) Dusman ke pilot ko galat jagah dikha kar galat planning banwana.

c) Dusman ki recee patrol mein deri paida karna.

d) Dusman se apna irada chhupana.

Q. Camouflage karte samaye dhyan dene ki baten.

a) Movement kam karen.

b) Ilake ke anusar Camouflage Karen.

c) Jarurat se jyada Camouflage na Karen.

d) Camouflage ka matlab kewal chhupna nahi hai balki task ko

pura karna hai

Q. Infantry ke tamam sadasya ko fire control order janna jaruri hai kyon ?

a) Fire Unit Commander ke casual hone per koi bhi jawan uska

FUC ka kaam kar saken.

b) Agar group commander ki kami ho to koi bhi jawan yaha

kaam kar sake

Defination:-

Fire Unit ek hathiyarband toil jo ek commander ke adhin rahakar

kaam karte hain amtuor per yaha ek section hota

haihain.

--7--

Fire Unit commander Fire unit ko fire kholne aur fire per control karne ke liye jo command karta hai.

Fire Direction Order FUC ko apne upper wale commander se milne wale

Orders ko FDO kahaten hain, ismen kin kin target per kis weapon se kis type

ka fire kiya jaye direction diya jata hai.

Fire Control Order Fire kholne aur usper kabu pane ke liye jo order diya

jata hai.

Arc of Fire Jamin ka waha hissa jiski jimmewari ek fire unit ko di

jatiHai.Ilake ki hadbandi dahine aur bayen had bandh kar ki jati hai. iske

andar nikalne wale tgt. Ko barbad karna FU ki pahali Jimmewari hoti hai.

Yaha do kism ke hote hain

1. Primary. 2. Secoundry.

Field of Fire Jamin ka waha ilaka jiske andar jamini halat ko dhyan mein

rakhte huye ek weapon ek position se jyada range per fire dal sakta hai.

Q. Princeple of FCO kya hai?

a) Fire dusman ko maar dalne ke liye khola jaye na ki usko

darane ke liye.

b) Amn. ki bachat ka khas khyal rakha jaye.

c) Fire discipline ka khas kayal rakha jaye.

Q. Fier kholne se pahale dhyan dene ki baten kya hai ?

a) Kya rnge aur visibility thhik hai?

b) Surprise hasil karne aur dusman ko jyada nuksan

pahunchane ke liye kya thodi der bad fire khola jaye ?

c) Rate of fire kya honi chahiye ?

d) Fire ko khud control kiya jaye ya group commander ko

jimmewari di jaye.

--8--

Q. Rapid fire kin moukon per khole jaten hain ?

a) Achanak surprise hasil karne ke liye.

b) Aisa target jise rapid fire se jyda nuksan pahunchaya ja

sake.

c) Assault mein covering fire deneke liye.

Q. FCO ki tartib kya hai ?

a) G --- Group.

R --- Range.

I --- Indication of target.

T --- Type of Fire.

Q. FCO ki prakare :-

1. Full fire order

a) Point target.

b) Area target.

2. Delayed fire Order.

3. Opertunity fire order.

4. Brief Fire order.

Q. Fire discipline :-

a) Bagair hokum se fire na khola jaye.

b) Fire dusman ko mar dalne ke liye khola jaye.

c) Andha dhund fire na kiya jaye.

d) Raat ke wakt fire decepline uchhe darje ka ho.

--9--

Q. Special Police Operation me kya kya Topic ?

A. i) Operational Procedure

ii) Section Formation

iii) Chance En- encounter with a Section

iv) Chance En- encounter with a Platoon

v) Encirclement.

vi) Fire Flush .

vii) Drive for hunt.

viii) Search of a village.

ix) Fragmenting a disc and Coordinating operation:

Q. Operational Proceedure kise kahate hain ?

A. Operation suru hone se pahale jo bhi karwahi hoti hai usko

operational procedure kahate hain jaise Recce, Planing, Passing of

Orders and deploy of parties.

Q. Deployment drill ki group kya hai ?

A. ROFT, (Recce group, Order group, Fighting Group and Transport

group.)

Q. Section Formation me kitne formation hote hain ?

A. 6 Formation.

Q. Formation ke naam batao ?

A. 1) Single file formation, 2) file formation, 3) Arrow head

Formation, 4) Spear head formation, 5) Diamond Formation, 6)

Extended line formation.

--10--

Q. Maoist se fire aane par kya karwai ki jati hai ?

A. DDCOAF, ( dash, down, crowl, observation, aim ,fire )

Q. Enemy ko locate karne ke liye kya kya method hain ?

A. 1) by observation 2) by fire. 3) by movement

Q. Enemy ko nutralize kaise kiya jata hai ?

A. Flanking attack se.

Q. Flanking attack kitna prakar hai?

A. 2 Prakar- 1) Right

Flanking attack.

2) Left Flanking attack.

Q. Kin kin situation mein encirclement operation kiya jata hai?

A. i) Pin point information ho.

ii) Bidrohi ek jagah ekattha ho .

iii) Jamin tuti phuti ho ya undulating ho

iv) Apne pas force kam se kam 2 company ho.

v) Ghera dalne ke liye jyada se jyada samay ho

vi) Bidrohi majboot na ho

vii) Ilake ki puri jankari ho

Q. Operation encirclement mein kitne force hote hain ?

A. kam se kam 18 section (2 Company)

Q. Operation encirclement mein kitne party hote hain ?

A. 4 Party 1) Ghera party. 2) Striking party, 3) Reserve-1

4) reserve-2

--11--

Q. partiyon ki strength kya hai ?

A. Ghera party (encirclement party) ----- 12sec.

Striking party ---- 04sec.

Reserve-1---- 01 sec.

Reserve-2 ------ 01 sec.

Total 18 sec.

Q. Operation kitne darje (stage) me pura hota hai ?

A. 3 darje (stage) me.

1) Preparatory stage ( taiyari ka Darja)

2. Assault stage (hamale ka Darja)

3.Re-grouping stage (dubara tartib ka stage)

Q. Operation Fire flush se kya samajhte hain ?

A. operation Encerclement ki improved version hai isme insurgents ya

maoist automatic weapon ke saath hote hain isliye fire power zyada

jarurat hoti hai !

Q. Operation Fire flush mein kitne force hote hain ?

A. kam se kam 27 section (3 Company)

Q. Operation Fire flush mein kitne party hote hain ?

A. 4 Party 1) Ghera party. 2) Shock group, 3) Reserve-1

4) reserve-2

Q. partiyon ki strength kya hai ?

A. Ghera party (encirclement party) -----17sec.

Striking party ----

a) Assault party---- 04sec.

b) Support party--- 02sec.

Reserve-1---- 02 sec.

Reserve-2 ------ 02 sec.

Total 27 sec. ( 3company)

--12—

Q. Drive for hunt se aap kya samajhte ho ?

A. Jab maoist ya insurgents kisi dense forest me chhupe ho aur unki

position ka pata lagana muskil ho ya fir wo apna position badalte rahate

hain tab operation Drive for hunt ki jati hai !

Q. Kin kin situation mein operation Drive for hunt kiya jata hai?

*******************

--1—

Drill

Q. Drill kise kahate hain ?

A. drill ek abhyas hai jisme anusasan aur ekata ki bhawna ko banaye

rakhne ke liya jo anga chalan ki sikhlai di jati hai usko drill kahate hain.

Q. Drill ke faide kya kya hain?

A. Drill decepline ki buniyad hai

Jawano ko saaf suthra uniform pahanna sikhlati hai.

Hokum manna aur manwane ki adat dalti hai.

Team ke tour par kaam karne ki adat dalti hai.

Ek unit ki drill uske moral aur decepline ki namuna deti hai.

Q. Drill ka usul kya ?

A. Steadiness

Smartness

Coordination

Q. Foot drill ka usul kya ?

A. Shoot the foot forward

Bend the knee double time

Correct pause

Q. Drill ki sikhlai ke liye aids kya kya hai ?

A. Drum aur drummer

Pace stick

Angle board

Metronome

Q. Drill kitne prakar kya kya hain.?

A. 2prakar hain.

1) Open order drill

2) close order drill

--2—

Q. drill ke dauran kadam ke bich fasla aur marching ki rafter

A. tej chal -------------- 1min. = 120kadam ya 100 gaj

Doud ke chal ------1min. = 180 kadam ya 200gaj

Dhire chal -------- 1min. = 70 kadam.

Tej chal = 30inch ( kadam ki lambai )

Doud ke chal= 40 inch ( kadam ki lambai )

Dhire chal=30inch ( kadam ki lambai ) 15‖ X 15‖

Baju chal = 12‖

Covering pace = 24‖

Tej /doud kadam tal = 6‖ ( Kadam ki unchain)

Dhire kadam tal = 12‖ ( Kadam ki unchain)

Savdhan = 30deg.

Vishram = 12‖

Lamba kadam = 33‖

Normal =30‖

Chota kadam = 21‖

Q. squad kise kahate hain ?

A. Samarik adeshon ko palan karte huye ek commander ke adhin rahkar jo

toil anga chalan ki sikhlai pati hai us toil ko squad kahate hain ! ek

squad ki nafari 25 tak ho sakti hai !

Q. Squad kise kahate hain ?

A. Paidal fouj ki suru ki anga chalan ki sikhlai ki abhyas ko squad drill

kahate hain, isme 3 formation hote hain !

1. Squad in line formation

2. squad in teeno teen formation.

3. Squad in single file formation.

--3—

Q. Squad drill ka udeshya kya hai ?

A. Agaer jawan squad drill ka harek formation achhi tarah se janta ho to ek

commander ke adesh par squad drill ko sundarta ke sath kar sakta hai,

aur age chal kar platoon drill ke asan hota hai !

Q. Bayen ya dahine mud me kitna degree turn kiya jata hai ?

A. 90degree.

Q. Pichhe mud me kitna degree turn kiya jata hai ?

A. 180degree

Q. Disha badal ki karwahi kab kiya jata hai ?

A. Formation kayam rakhte huye disha pariwartan karna ho to dahine ya

baya disha badal ki karwahi ki jati hai.

Q. Squad bana ki karwahi kab kiya jata hai ?

A. Disha ko kayam rakhte huye formation ko pariwartan karna ho to

Squad bana ki karwahi ki jati hai!

Q. Platoon drill kahane se kya samajhte hain?

A. Talim prapt jawan aur NCO ek sath milkar drill ki harkaton ko parade

ground par jo abhyas karte hain usko Platoon drill kaha jata hai. Isme 2

formation hote hain.

1) platoon in line formation.

2) platoon in tin-o-tin formation.

Q. Guard aur sentry duty kis niyam (rule) ke anusar kiya jata hai ?

A. PMR 524 ke anusar !

Q. Stand to kab kiya jata hai ?

A. Guard commander dwara---abhyas ke liye ( saam ke waqt)

Grand/visiting round dwara-guard ki mobility janne ke liye

Sentry dwara – jab usko khatra mahasus ho to.

--4—

Q. Guard and sentry drill kise kahate hain ?

A. Sainikon ki samuhah ya guard apne pahare ke samaye apne kartyabya

samman aur surakshya sambandhhi karya

ko jahir karne ke liye jo team ke tour par ek saath abhyas karte hain

use guard and sentry drill kahate hain!

Q. guard kitna prakar ka hota hai !

A. 2 prakar--- 1 ceremonial guard (samaroha guard)

2. Tactical guard ( samarik guard )

Q. Guard kise kahate hain ?

A. Sthan, sarkari ya be sarkari sampati ya byaktion ki surakshya karne

wale sainikon ki samuha ko guard kahate hain.

Q. Guard kise kahate hain ?

A. guard ki sreni me se ek byakti ya sepahi ko kahate hain, jinhe kuchh

samaya ya mukarar kiye huye samaye ke liye duty par tainat kiya jata

hai.

Q. Sentry bit kise kahate hain ?

A. uss ilake ko kahate hain jis par sentry tahalta ya gast lagata hai!

Q. Sentry post kise kahate hain !

A. sentry ko jahan tainat kiya jata hai usko sentry post kahate hain !

Q. Alaram post kise kahate hain ?

A. Raat ke samaye guard ki surakshya ke liye guard building ke charon

taraf banaye gaye morche ko kahate hain !

Q. Alternative (Baikalpik) post kise kahate hain ?

A. ye alaram post ki tarah hi hote hain, inme sentry tab rahete hain jab ek

hi raat me dubara stand to ho !

--1—

YOGASAN and PT

Q. Asan kahane se aap kya samajhte ho ?

A. asan ek aisa sadhan hai jiske madhyam se ek byakti ka saririk, manasik

aur bhawnatmak bikar ka nibaran kiya ja sakta hai,

a. asan ke madhyam se anek prakar ke rog dur hote hain.

b. sarir biparit mousam se ladhne ki sakti prapt karta hai.

c. buddhi swachha aur man nirmal hota hai.

d. adhyatmik swasthya ke saath saath byakti ki adhyatmik sakti ki

brudhhi hoti hai.

Q. Asan karne ke niyam kya hain ?

A. 1. santa swabhao aur ekagrachit ho kar asan kare .

2. Asan hamesha khali pet karen ya fir bhojan ke turant baad na

Karen.

3. asan karne 30min. ke baad kuchh khayen pahale nahi.

4. yogasan ke kram ko tutne na den.(ek asan sampurna hone ke baad

hi dushra asan Karen.

5. Blood pressure (high ya Low ) hone wale byakti ko kuchh limited

asan hi Karen

6. Rogi byakti ko zyada der tak yogasan nahi karna chahiye.

Q. pranayam kitne prakar ke hain aur kya kya ?

A. 8 prakar ke (ammuman)

1. Dirgha swas-praswas, 2. Anulom-bilom, 3. Bhastrika.

4. kapal bharti, 5. Bhramasi 6.Ujjai 7. Chandra bhedi. 8. surya bhedi.

--2--

Q. kuchh asano ke naam batao !

A. 1. Suryanamaskar assan, 2. Padmassan 3. Sarvangasan

4. halasan 5. Bhujangasan, 6. Mayerasan, 7. Dhanurasan.

8 chakrasan. 9. Garudasan. 10. Yogamudra, 11. Sawasa.

Q. PT aur Mass pt me kya antar hai ?

A. PT, PT table me ullekhit exercise ko hi kiya jata hai, kintu Mass PT me

sabhi exercise ko mila kar banaya gaya hota hai.

2. PT table ke exercise mandatory hai, kintu Mass PT Sammisran PT hai.

***************

'

':.;~gj:lf~~:~ (1&2) ~; ;:~~~:. ..."'.<'0;:;~f

- --- ------------------------------- --~7 --------------- ~~~------

Total - IS Section.

Q.33. Kin kin halato mein encirclement operat.ion kiya jata hai?

.'\ns:

i) Bidrohi ki wchana. puri tHrah thik iio.

ii) Bieh'ohi ekjagah ekattha ho .

iii) Jarnin tuti phuti ho

iv)Apne pas nafii bm se kam 2 coiTlpany ho v) Ghera dalne ke liye jyada se

jyadas-amay ho vi) Bidrohi majboot na ho

vii) Ilake ki pun jankari ho

~; .,.

Q.34. Drive for haunt se aap kya samajhte £lain?

Ans:

Jab bjdrohi kisigllanejungle me sahara lete hain to uskipuri khabar milna

muskil

hota hai aur unke thikane aam taur par btadlte rahte hain. Isiliye agar ek

taraph se

talashi Ii jaye aur..~ahine, bayen auf samne se bidrohi ko rolme ke liye. ~op

partiyan }agai jaye 8LIr inko.ek le.rapn se naka Jagakar aisi jag8h mem 1e km-

bmbad k1ya jaye

joki pehefe se hi Cay no. ,tti~ ablriyan ko ciri~'e rorhtmrrt kahtc htli. .

.1

Ij

,

Q.35. Drive fQr haunt mein kitni partiyaarl hQti hain ? .

A.tls: alar partiyaatl- i) Drive party; ii)Stop patty~ Hi) Olt off patty and iv)

Reserve patty,

Q.36. Gaon ki t81astli lete \vaqt dhyan mein rakhile bali bate in kya kya hain?

Ans: i) Laparbai nakijaye. ii) Unchijamin apne kabje mein rakhajaye, iii)

Bidrohi ko bhag nikalne ke raste par nigaranirakha jaye, iv) Bidrohiyon

ko dhoka diya jaye aur v) kisi gaon ya ghar ki talasi lete waqt kisi bujurg

ko saath mein liya jaye.

(RES11UCTED )

t ,;i '<"': .'

i '/81;37, L.U.P .ka panbha:-m likho? ' " . .

~; Ans: Satru ke ilBke mem surakID~ balke sadas:va kuch ~ay Ire hye bu-hram kame ke

[" .. live aUf dushman ke najar se bamne ke liye chunegaye surnkshit sthaan

ko" Lying

~ up position (LJJ.P.Y'Jrnhtein hain.

t '

r, ;.; ',," ,

~ "Q .38. AchhaL.U.P. ka gun likho ? ,'.

~ Ans:i) Aju baju ke &baan se uncha rahna chahiye aUf jyada clear nahi

hona Chahlye.

~' ii) L.UJ> . mein prabesh aUf niskraman ke liye aad rahna chahiye..

~. , iii) Jamini dekh~walke Ii~e aBd.hona chahiye.

i " i iv) Pani ke samlp na hom chaluye.

~ , ,,: ,'; -y) Ra&ese door honi chahiye.,:,,~', "', ,

I.f;'~')~)~h:'::::::o n~O:~:~~~~aan hO~i;I'~¥' ..

! Q.39/~~-6tical sentry kab aut' kYlin laga,yajat3

hai? .. ,.',',

J, All~(:i) Toliki.1Ch sarnay anun karne ke liye

~ ' Ii) L.U.P .mein rahne ke liye

~. Hi) Base camp tt1ein rahne ke liye

r ' IV) Y ojna auI' bi~hram karie samay.

~

,'.

t

t; QAO. -, Rendezvous" (R.V.) kise kahtein hain ? ,

~: /V1S: Leader se nischit kiyahua ekrahasya sthruln ko fL\': kahtein hain- Jahan koi toLi mil

t sake aUf kuch samay ke liye ruk sake

No 36 HE Grenade

Q. Grenade Kitne Prakar ke hote hain ?

A. 3 prakar i) Anti- Tank ii) Smoke Grenade iii) Anti Personel

Q. No 36 HE Grenade koun sa prakar ka Grenade hai?

A. Anti personel.

Q. Sikhlai (Training) ke lihaj se No 36 HE Grenade kitna prakar ka hai?

A. 3 Prakar i) Identification ii) Instructional. Iii) Utilization

i) Drill Grenade (dummy) White body. 5 holes. -- For training purpose

ii) Instructional Body ¼ kata hua, Trainees ko mechanism dikhane

ke liye aur colour bhura kintu lal dhari nahi hota hai.

iii) Live Grenade Body ka rang bhura, body ke uper lal rang ka dhari hota

hai Target destroy karne ke liye.

- 31 -

Q. HE ka kya arth hai?

A. High Explosive (RDX/ TNT).

Q. No 36 HE grenade kahan per istemal kiya jata hai?

A. Jahan per Flat trejoctry weapon effective nahi hota hai ( Broken ground,

behind the cover, Trench. at night, for lobbing purpose) etc.

Q. Ignitor set ka kya role hai?

A. Grenade ko blast karna.

Ignitor Set Pahachan Utilization

4 secound Fuse 3 ring hote hain. Hand grenade ke liye.

7 secound Fuse ring nahi hote hain Rifle grenade ke liye.

Ignitor set mein kya kya parts hote hain ?

a) .22 Cap. ii) Fuse iii) Cap chamber. iv) Detonator.

Q. Prime kise kahate hain?

A. Ignitor set ko Grenade ke ander insert (dakhil) karna.

Q. Un-Prime kise kahate hain?

A. Ignitor set ko Grenade ke ander se remove (bahar) karna.

Q. Grenade ko launch karne ke kya kya sadhan hain?

A. i) by hand ii) by GF Rifle. iii) by SLR, iv) by INSAS rifle.

- 32 -

Point of impact of grenade from the point of bursting.

Killing Range 9 yards Radius

Casualty Range 250y Radius

Dangerous Range 300 y Radius

- 33 -

Q. SLR se grenade ko launch karne ke liye kya kya accessories

awasyak hoti hai ?

A. i) Sight Projector 1

9yds killing

250y Casualty

300y Dangerous

ii) Launching Tube 1A 1

iii) Arming Ring 1

iv) High Density Cartridge 1

Launching Tube 1A Sight Projector

Range control

Arming Ring

- 33 -

Launching tube ko sight projector per range ke lihaj se fix karna.

50m

100m 150m


Recommended