Gandhi Giri

Post on 16-Jan-2015

2,017 views 15 download

Tags:

description

 

transcript

GANDHIGIRIapplied gandhisms

AN ENGINEER’S PERSPECTIVE

The MOVIE

The Characters

Gandhigiri

for everyday problems

Resource Management

Our country has resources to satisfy everyone's needs but not everyone's wants

SAVE PetrolSave nature

Arre mamu rehena ek jagah, Kaam karne ka ek jagah

Toh akela kaiko ane-jane ka…..

Sab bhidu-log ko sath me lene ka….

Aur mast petrol bachane ka

Save PAPER

Save nature

Mere baat ko apne bheje mein daal… Aur print ke time paper dono baju ghuma ke

daal…

Office mein pani kaa izaat karne ka.. Aur jitna mangta hai utna hij vaparne ka… kya?

CLEANLINESS

NEXT TO GODLINESS

Ghar pe nahi karta kabhi “zadu-pocha”Table kitna ganda, Kabhi tune “Socha” ?

Canteen mein tu karta hai “Chai-Nasta”Kya safai se nahi hai tera “Vasta” ?

Gandhi bolta hai…

Cleanliness begins at Home.

***Keep One’s own desks neat & clean.

***Keep Our Canteen clean after having Meals.

Speak the Truth

Jooth ka sahara lene ka nahiSach bolne se kabhi darne ka nahi

Ho jaye kaisa bhi Jhol JhaalBefikar hoke sach bol daalAbhi toh teri vaat lagegiPar badme MAMU ki batti jalegi

Mamu bole toh…

Corporate Social Responsibility

Knowledge sharing

Knowledge ko dimag me rakhake sadaane ka nahi

Kisi ko jarurat ho toh advice dene se hatneka nahi

Gyan baatne se badhata haiToh usako kyu failane ka nahi ?

Respect everyoneArre tera desk jo saaf karata haiTera Chai-naashta joh lata haiTere ghar me joh jhaadu-pocha lagata haiTere jhoothe baratan jo dhota haiUsko dil se respect kar yaarphir tera bhi respect badhega yaar.

One Practical problem

Hemdeep

Khana gale ke nichu utarata nahiNahane ke time pani milta nahiLift sahi jagah rukati nahiGhar me saaf safai hoti nahiAre kya ghanta koi sunegaBol bapu ab tu kya karega?

Arre rehene ko mast ghar toh hai naLate sahi par nal mein pani toh hai naThodi gudbud sahi par lift to hai nakhana khilane ko Bir Singh toh hai na

Arre kya bachhe ke mafik rota haiJo mila hai usako bhi value de na

Thodi taklif hai tereko, pata hai rePar ekdam vinamra se solve karane kaSab mamu log ko request karane kaBapu bole thoda patience rakhane kaFir dekh kaise hongi problems solveKhush hoke gaega tu bapu ke guun yaar